Maa Ke Qaaddmo Main Meri Jannat Hai,
Us Ki Khushio Ki Raab Se Mannat Hai, ,
Us Ka Aanchal Sadan Rahe Sar Pe,
Rab Se Mangi Ye Hi Mannat Hai, ,
Meri Maa Hai Kitni Bholi Hai,
Meri Khushi Yon Main Us Ki Holli Hai, ,
Jan Us Par Nisar Kar Dun Mein,
Meri Khushia Wo Meri Jannat Hai, ,
Meri To Sabhi Se Eltaja Hai Yehi,
Sabhi Maa Baap Ko Piyar Karo, ,
Dunia Ki Shushia Un Par Nisar Karo,
Qaadmon Main UnKe Dunia War Karo, ,
Jitna Bhi Doge Piyar Wo Kam Hai,
Un Ki Qurbanio Main Wo Dum Hai, ,
UnKa Koi Jawab Nahin Be Looc Chahat Hai,
UnKe Peroon Main Hamari Jaannat Hai, ,
Sari Dunia Ek Taraf Or Maa Bap Ektaraf,
Un Ki Koi Misal Nhi Un Ka Koi Jwab Nhin, ,
Sab Ko Naseeb Hon Maa Baap Ka Piyar,
Unke Jesi Jhan Me Koi Duji Cheez Nhin, ,
Tham Lo Un Ke Budhe Hathon Ko,
Un Ke Jesa Jhaan Me Koi Garib Nhin, ,
Dunia Me Un Jese Koi Qarib Nhin,
Wo Na Hote To Tumhara Naseeb Nhin, ,
Sab Ko Bas Apna Apna Kehna Hai,
Apni Biwi Apna Gehna Hai, ,
Ye Nhin Jan Te Ki Kal En Ko Fir Se,
Maa Baap Ban Ke Rehna Hai, ,
Wohi Batte Hai Fir Wohi Sap Hai,
Waqt Dohrayega Wo Sab Jo.Kal, ,
Tumhare Sath Zaroor Hona Hai,
Jo Fasal Bodi Wo To Kato Ge, ,
Ye To Dastur Bahut Purana Hai,
Kesi Lagi Bibbo Ki Ye Bate Tum Ko, ,
Padh Ke In Ko Zara Goor Karo,
Apne Maa Baap Ko Na Door Karo, ,
apna khayal rkhna Allah hafiz
Written by = 'Farid' Bharti
[email protected] 09808123436
farid bharti
http://www.poemhunter.com/poem/maa-ke-qaaddmo-mei-meri-jannat-hai/