Hazrat Khalid Bin Waleed | Allah Ki Talwar | Islamic Bayan In Urdu | Episode 13
Al Salam Alikum. Hazrat Khalid Bin Waleed ky kissy ki 13wi video main khoushamdeed. Chalain kissay ki taraf agay berhty hain. Musaib Bin Umair ka qad or shakal-o-surat b Rasool Allah (SAW) kay sath mushabhat rekhti thi. Ibn-e-Kma Musaib ko Rasool Allah (SAW) samaj ker un per hamla awar howa. Musaib tayar thy unhoun nay Ibn-e-Kma ka muqabla kiya phir dono main talwaroun ka muqabla howa lakin Ibn-e-Kma ka aik war Musaib per aysa bharpoor pera kay wo giray or shaheed ho gaye. Musaib bohat ladoun main palay no jawan thy lakin tadfeen kay waqt un ka kafan b adhoora tha. Umme Amara nay Musaib ko girty dekha. Umme Amara nay gussay main Ibn-e-kma per talwar sy waar kiya lakin Ibn-e-kma nay zira pehn rekhi thi or war kerny wali aik aurat thi. Is liya Ibn-e-Kma ko koi zakham na aya. Ibn-e-Kma nay Umme Amara kay khanday per bharpoor war kiya jis sy wo shadeed zakhmi ho ker gir perin. Is waqt Rasool Allah (SAW) qareeb hi thy Ibn-e-Kma ki taraf berhy lakin Ibn-e-Kma nay paintra badal ker Ap (SAW) per aysa war kiya jo Ap (SAW) ki topi per laga. Talwar Topi sy phisal ker kanday sy per lag gayii Ap (SAW) ky bilkul pichay aik ghara tha. Ap (SAW) zakham kha ker pichay hatay or gharay main gir peray. Ibn-e-Kma nay pichay hat ker ghala phar ker kaha menay Muhammad ko qatal ker diya hai. Wo yehi naray lagata howa maidan-e-jung main ghoomta rha. Is ki awaz Quraish nay b suni or musalmanoun nay b. Quraish ko to khoush hona hi tha.
Your Queries are as follows.
khalid bin waleed
hazrat khalid bin waleed
khalid bin waleed status
hazrat khalid bin walid
khalid bin waleed history
hazrat khalid bin walid ka waqia
khalid bin waleed ra
khalid
khalid bin waleed edit
,khalid bin waleed series
khalid ibn walid
khalid bin waleed ka waqia
hazrat khalid bin waleed series
hazrat khalid bin waleed ki jang
life of hazrat khalid bin waleed
hazrat khalid bin waleed ka waqia
Allah ki talwar
Sword of Allah
#Islam #IslamicStories #IslamicWaqia #WaliAllah #WaleAllah #IslamicWaqiyat #Islamicwaqiainurdu #Islamicwaqiyatinurdu #Islamickahani #IslamicKahaniyan #Allahkaywali #Allahkywali #AuliyaAllah #swordofAllah #Allahkitalwar #khalidbinwaleed #hazratkhalidbinwaleed